Presenting you Humse Poocho Mohabbat Ki Deewangi Lyrics was sung by Ustad Nusrat Fateh Ali Khan from the Album Popular Hits.
Song | Sochta Houn Ke Wo Kitne Masoom The |
Singer | Ustad Nusrat Fateh Ali Khan |
Album | Popular Hits |
Humse Poocho Mohabbat Ki Deewangi Lyrics
Ab to haathon
Ab to haathon se lakeere
mit ti jati hain
Us ko kho kar to mere pass
raha kuch bhi nahi
Kal bichadna hai
Kal bichadna hai to
phir ehad-e-wafa soch k baad
Abhi aagaz-e-mohabbat hai
gaya kuch bhi nahi
Main to is vaste chup hoon
k Tamasha na bane
Tu smjhta hai mujhe
tujhse gila kuch bhi nahi
Main to is vaste chup hoon
k Tamasha na bane
Tu smjhta hai mujhe
tujhse gila kuch bhi nahi
Sochta hoon
Sochta hoon
Sochta hoon
Hashar hai wahashatey Dil ki aawargi
Hashar hai wahashatey Dil ki aawargi
Hashar hai wahashatey Dil ki aawargi
Humse pucho mohobbat ki deewangi
Humse pucho mohobbat ki deewangi
Hashar hai wahashatey Dil ki aawargi
Humse pucho mohobbat ki deewangi
Jo pata puchte the kisi ka kabhi
Jo pata puchte the kisi ka kabhi
Laapata ho gaye dekhte dekhte
Jo pata puchte the kisi ka kabhi,
Laapata ho gaye dekhte dekhte
Laapata ho gaye dekhte dekhte
Laapata ho gaye dekhte dekhte
Humse ye soch kar koi wada karo
Humse ye soch kar koi wada karo
Humse ye soch kar koi wada karo
Ek wade pe umren guzar jayengi
Ek wade pe umren guzar jayengi
Humse ye soch kar koi wada karo
Ek wade pe umren guzar jayengi
Ye hai dunia yahan kitne aehl-e-wafa
Ye hai dunia yahan kitne aehl-e-wafa
Bewafa ho gaye dekhte dekhte
Ye hai dunia yahan kitne aehl-e-wafa
Bewafa ho gaye dekhte dekhte
Ye hai dunia yahan kitne aehl-e-wafa
Bewafa ho gaye dekhte dekhte
Ye hai dunia yahan kitne aehl-e-wafa
Bewafa ho gaye dekhte dekhte
Ke Humse ye soch kar koi wada karo
Ek wade pe umren guzar jayengi
Ke Humse ye soch kar koi wada karo
Ek wade pe umren guzar jayengi
Humse ye soch kar koi wada karo
Din chupgya,
ho din chupgya-chupgya-chupgya
ho din chupgya-chupgya-chupgya
Din chup gya sooraj ka kahin naam nahi hai
Din chup gya sooraj ka kahin naam nahi hai
O wada shikal ab bhi teri shaam nahi hai
O wada shikal ab bhi teri shaam nahi hai
O wada shikal ab bhi teri shaam nahi hai
O wada shikal – wada shikal
Shab-e-wada – Shab-e-wada ye raha
karti hai baatein dil se
Dehke yaar aata hai pehle
ya kaza aati hai
Kal se be kal hoon main
Kal se be kal hoon bhala
khaak mujhe kal aaye
Kal se be kal hoon bhala
khaak mujhe kal aaye
Kal ka wada tha na vo aaj aaye
na vo kal aaye
O wada shikal – wada shikal
wada shikal
wada shikal
Roz ka intezar kon kare
Roz ka intezar kon kare
Aapka aitbaar kon kare
O wada shikal – wada shikal
wada shikal
Ho chuka wada k kab aayie ga
Ho chuka wada k kab aayie ga
Dekhiye ab na bhool jaiye ga
O wada shikal – wada shikal
wada shikal
Bhala koi wada khilafi ki had hai
Bhala koi wada khilafi ki had hai
Hisab apne – hisab apne
dil main laga kar to socho
Bhala koi wada khilafi ki had hai
Hisab apne – hisab apne
dil main laga kar to socho
Qayamat ka din aa gya rafta-rafta
Mulakaat ka din badalte-badalte
O wada shikal – wada shikal
wada shikal
Re humse ye soch kar koi wada karo
Ek wade par umren guzar jayengi
Ek wade par umren guzar jayengi
Ye hai dunia yahan kitne aehl-e-wafa
Ye hai dunia yahan kitne aehl-e-wafa
Bewafa ho gaye dekhte dekhte
Ye hai dunia yahan kitne aehl-e-wafa
Bewafa ho gaye dekhte dekhte
Gair ki baat tasleem kya kijiye
Gair ki baat tasleem kya kijiye
Gair ki baat tasleem kya kijiye
Ab to khud par bhi humko bharosa nahi
Ab to khud par bhi humko bharosa nahi
Gair ki baat tasleem kya kijiye
Ab to khud par bhi humko bharosa nahi
Apna saya smjhte the jinko kabhi
Apna saya smjhte the jinko kabhi
Vo juda ho gaye dekhte dekhte
Apna saya smjhte the jinko kabhi
Vo juda ho gaye dekhte dekhte
Sochta hoon ke vo kitne masoom the
Kya se kya ho gye dekhte dekhte
olne lage to humhi par baras pade
Hashar hai wahshat e dil ki aawargi
Humse poocho mohabbat ki deewangi
Jo pata poochte the kisi ka kabhi
La pata ho gaye dekhte dekhte
Humse ye Soch kar koi wada karo…
Din chup gaya suraj ka kahin
naam Nahin hai
O wada shikan ab bhi
Teri shaam nahi hai
Ye hai duniya yahan kitne aehle wafa
Bewafa ho gaye dekhte dekhte
Gair ki baat ‘Tasleem’ kya kijie
Ab to Khud par bhi humko bharosa nahin
Apna saya samajhte the jinko kabhi
Wo juda ho gaye dekhte dekhte
This is the end of hashar hai wahshat e dil ki awargi lyrics so I hope you guys really like this song very much.