HomeHindi Song Lyrics

Waqt Bhi Thehra Hai Lyrics ( Superhit ) Song

Like Tweet Pin it Share Share Email

Presenting you Waqt Bhi Thehra Hai Lyrics was sung by Ankit Tiwari and written by Sandeep Nath. the music of this song was composed by Ankit Tiwari.

Waqt Bhi Thehra Hai Lyrics

Song Sunn Raha Hai
Singer Ankit Tiwari
Music Ankit Tiwari
Lyrics  Sandeep Nath

Waqt Bhi Thehra Hai Lyrics

Apne karam ki kar adayein ee..
Yaara.. Yaaara.. Yaara.. Yaara..

Mujhko iraade de
Kasmein de, vaade de
Meri duaaon ke isharon ko sahare de
Dil ko thikaane de
Naye bahaane de
Khwabon ki barishon ko
Mausam ke paimaane de

Apne karam ki kar adayein
Kar de idhar bhi tu nigaahein

Sunn raha hai na tu
Ro raha hoon main
Sun raha hai na tu
Kyun ro raha hoon main

Sunn raha hai na tu
Ro raha hoon main
Sun raha hai na tu
Kyun ro raha hoon main

Manzilein rusva hain
Khoya hai raasta
Aaye le jaaye
Itni si iltaza
Ye meri zamaanat hai
Tu meri amaanat hai haan

Apne karam ki kar adayein
Kar de idhar bhi tu nigaahein

Sun raha hai na tu
Ro raha hoon main
Sun raha hai na tu
Kyun ro raha hoon main

Waqt bhi thehra hai
Kaise kyun yeh huaa
Kaass tu aise aaye
Jaise koi duaa
Aa tu rooh ki raahat hai
Tu meri ibaadat hai

Apne karam ki kar adayein
Kar de idhar bhi tu nigaahein

Sun raha hai na tu
Ro raha hoon main
Sun raha hai na tu
Kyun ro raha hoon main

Sun raha hai na tu
Ro raha hoon main
Sun raha hai na tu
Kyun ro raha hoon main
Yaaraa

This is the end of Apne karam ki kar adayein ee lyrics.

x